Paypal Account Kaise Register Karte Hai Yeh Tricks Me Aap Ke Saath Share Karne Wala Hu, But Aap Ko Paypal Ke Baare Me Basic Janakari Honi Bahut Jaruri Hai, India Me Internet Ka Istemal Dhire Dhaire Badata Ja Raha Hai, India Ab Digital India Ban Gaya Hai,
Bank Me Log Kyu Account Open Karte Hai, Woh To Aap Ko Malum Hoga, Bank Se Hum Apna Money Save Aur Transfer Kar Sakte Hai, Apne Friends Ko Paiso Ki Jarurat Hai To Hum Net Banking Ki Madad Se Usko Payment Transfer Kar Sakte Hai, Lekin Hume Other Country Se Payment Transfer Karna Hai To Bank Se Bhi Kar Sakte Hai, Lekin Kuch Bank Is Ka Charge Leti Hai, Lekin Aap Paypal Se Other Country Se Payment Transfer Karte Hai To Aap Ko Koi Charge Nahi Dena Padta Hai,
Most Read :- Paytm Kya Hai- Paytm Par Account Kyu Banate Hai
Paypal Account Se Hum Other Country Se Payment Ko Account Me Transfer Kar Sakte Hai, Kai Advetaise Karne Wali Company Paypal Se Hi Apna Payment Ko Transfer Karti Hai, But Aap Online Koi Bhi Work Karte Hai To Aap Ke Liye Paypal Ka Account Hona Jaruri Hai,
Paypal Kya Hai ?
Paypal Ek American Company Hai, Yeh Online Payment Ko Transfer Karne Ka Kaam Karti Hai, Bank Me Kajan Se Kaam Hota Hai ,Yaha Electronic Se Kaam Hota Hai, Is Company Ko December 1998 Ko Lounch Kiya Gaya Tha 17 Years Pehle Paypal Ki Buniyad Rakhi Gai Thi, ,Pay Pal Ke 2015 Ke Total User 173 Million Thai, United State Me Unki Office Hai, Paypal Ke CEO Daniel Schulman Hai,
Is Ko Bhi Padhe :- AdFly Kya Hai- How To Create AdFly Account
Paypal Account Register Karne Ke D0cuments
-
Pan Card
-
Bank Account Number
-
International Debit Card
-
Credit Card
-
Paisa Kaise Kamaye-Pesa Marketing Pvt.Ltd Se
Yeh Document Aap Ke Pass Hai To Aap 5 Minute Me Apna Account Bana Sakte Hai, Yeh Document Compalsary Hai,
Paypal Account Par Rgister Kaise Karte Hai ?
Step 1 :- Paypal Ki Website Ko Open Kare, Sing Up Par Click Kare
Google Site Kya Hai-How To Create Google Site
Step 2 :- Sing Up Par Click Karte Hi Ek New Page Open Hoga
1 Android Phone Me 3 Whatsapp Kaise Chalaye
individual Account Ya Bussiness Account Me Se Ek Ko Select Kare, Aur Countinue Par Click Karde, Mene Individual account Select Kiya Hai,
Step 3 :- Account Select Karte Hi Ek Page Open Hoga
- Country Ko Select Kare
- Email Ko Submit Kare
- Password Choice Kare Aur Conform Bhi Kare, Continue Par Click Karde
Step 4 :- Continue Par Click Karte Hi Ek Sing Up Ka Form Open Hoga,
- Aap Ka Pura Name Likhe
- Date OF Birth
- Nationality- Aap Jis Country Se Hai Woh Select Kare
- Address Ko Add Kare
- Home Town Ya Tahasil Ko Add Kare
- State Select Kare
- Postal Code Ko Add Kare
- Mobile Number Add Kare
- Agree Par √ Click Kare
- Last Me Agree And Create Account Par Click Karde
Step 5 :- Aap Ka Paypal Account Ban Gaya Hai, Ek Baar Apne Email Account Par Jake Account Ko Conform Kare Tabhi Aap Ka Account Active Hoga,
Yeh Post Aap Ko Kaisi Lagi Yeh Hume Aap Comment Karke Jarur Bataye, Apne Friends Ko Social Media Me Facebook, Whatsapp, Youtube Par Share Jarur Kare.
Thanks
Bhai is themes ka kya nam hai..Kon sa template use kar rahe ho aap.
Vivek Maine Jo Templete Use Ki Hai Uska Name Ribbon Hai,
Bhot acha post hai bhai
thanks Yogesh
Adsense Approved karane ke liye Kya Kare.
paypal account m paise emailaccount k jariye hote hai plz bataiye
nahi bhai paypal account me email ke jariye regidter Hote Hai,
This one is the best one! Thanks for such a great post. I really appreciate your hard work.
kya paypal cash back offer deta hai